Other - Other Service

Online quran teacher

New on PAKELPNo reviews yetHyderabad
On PAKELP since July 2026

About this business

کاروبار کے بارے میں

Alhmdulillah me Hafizah hn.Meri class mein mahol bilkul ghar jesa hota hai. Hum pehle dua karte hain, phir tajweed ke qawaid seekhte hain, phir sabak parhte hain. Main har talib-e-ilm par alag tawajjuh deti hun kyunke har bacha alag hota hai. Aakhir mein main Allah se dua karti hun ke wo mere hifz ko qaim rakhe, mere ilm mein barkat de, aur mujhe aakhri saans tak Quran ki khidmat ki taufeeq de. Ameen. Main fakhar se kehti hun ke main Hafiz hun, Quran Teacher hun, aur yehi meri pehchan hn.sukriya

Opening hours

اوقاتِ کار

Hours not added yet

This business hasn't shared its opening hours. Send them a message to ask when they're available.

Photos

تصاویر

2 photos

Reviews

گاہکوں کی رائے

No reviews yet

Be the first to share your experience.